Welcome Guest

Be Connected

2790 Online

Sad Shayari

4 days ago

Mujhko Rota Dekh Kr Q Pareshan H?
Ye Shabnam To Meri Ankhon Ki Jaan H,
Itne Gam K Saye Lage He Mere Peche
Khud Maut Meri Zindgi pe hairan H.

HeartI Like SMS - Like: 26 - SMS Length: 143 - Facebook
5 days ago

Har Dil Mein Dard Chupa Hota Hai;
Bayan Karne Ka Andaz Juda Hota Hai;
Kuch Log Ankhon Se Dard Baha Detay Hain;
Aur Kisi Ki Hansi Mein Bhi Dard Chupa Hota Hai!

HeartI Like SMS - Like: 58 - SMS Length: 161 - Facebook
5 days ago

जिंदगी में कोई ख़ास था,
तन्हाई के सीवा कुछ ना पास था,
पा तो लेते जिंदगी की हर ख़ुशी भी,
पर हर ख़ुशी में उसकी कमी का एहसास था.

HeartI Like SMS - Like: 25 - SMS Length: 314 - Facebook
5 days ago

Zindagi Hamari Sitam Ho Gayi..?
Khushi Na Jane Kaha Dafan Ho Gayi.
Bahut Likha Khuda Ne Logoe Ki Kishmat.
Par Hamari Bari Aayi To,
Sihayi Hi Khatam Ho Gayi..?

HeartI Like SMS - Like: 23 - SMS Length: 162 - Facebook
6 days ago

Koi Achhi Si Saza Do Muje,
Chalo Aisa Karo Rula Do Mujhe,
Dil Dukhaya Ho To Maut Aa Jaye Mujhe,
Dil Ki Gehrai Se Ye Dua Do Mujhe

HeartI Like SMS - Like: 20 - SMS Length: 131 - Facebook
6 days ago

Raaste Mein Pattharo Ki Kami Nahi Hai
Mann Mein Toote Sapno Ki Kami Nahi Hai
Chaahat Hai Unko Apna Banana Ki Magar
Unke Paas Apno Ki Kami Nahi Hai..

HeartI Like SMS - Like: 14 - SMS Length: 151 - Facebook
1 week ago

log pyar dil se nhi chehre se karte h,
wo dil pe nhi sunderta pe marte h,
hum sundar nhi pr dil se saf h,
isliye kam log hume pasand karte h

HeartI Like SMS - Like: 26 - SMS Length: 143 - Facebook
1 week ago

Deri Hi Saahi Par Duri To Nahi..
Intezar Bhala Par Judaai To Nahi..
Milna Bichaadna To Kismat Hai Apni..
Aakhir Insaan Hain Hum Farishte To Nahi..!

HeartI Like SMS - Like: 17 - SMS Length: 150 - Facebook
1 week ago

Dil Ki Haalat Ki Taraf Kis Ki Nazar Jaati Hai..
Pyar Ki Umar Tamannao Me Guzar Jaati Hai..
Mai Roo Padti Hu Jab Yaad Tumhari Aati Hai..
Zamana Hasta Hai Jab Mohabbat Rooth Jaati Hai..

HeartI Like SMS - Like: 12 - SMS Length: 186 - Facebook
1 week ago

Is dunia ma khusiyan ke pal chnd milte hai,..
Apno ke yahan hi dukh dard milte hai..
Jab musibat ma ham hote hai,
to dosto ke v darwaje band milte hai

HeartI Like SMS - Like: 51 - SMS Length: 153 - Facebook
1 2 3 4 5 Next
Page(1/100)
Jump to Page



Partners Site

Free Downloads

Free DJ-Remix