Welcome Guest

Be Connected

256 Online

Love Shayari

1 day ago

Zindagi leher thi aap shahil huye.

Na jane kaise hum tumhare kabil huye.

Nahi bhulenge hum is hasin pal ko..
jab hamari choti si zindgi me shamil huye.

HeartI Like SMS - Like: 12 - SMS Length: 158 - Facebook
2 days ago

दुख मे खुशी की वजह बनती है मोहब्बत;
दर्द मे यादोंकी वजह बनती है मोहब्बत;
जब कुछ भी अच्छा नहीं लगता दुनिया में;
तब जीने की वजह बनती है मोहब्बत।

HeartI Like SMS - Like: 39 - SMS Length: 365 - Facebook
3 days ago

Teri Aankhoki Beauty ne Mujhe Connect kiya,
Aur Mere Ish Dil Ne Tujhe Select kiya,
Plz Maddam Connect Se luz Na Karna,,,,,,
MERE Dil Me Jala Hain Bulb Ise ''Fyuijh'' Na karna.

HeartI Like SMS - Like: 30 - SMS Length: 178 - Facebook
1 week ago

pyaar use karo jo tumhe pyaar kare
Tumhari har baato pe aitbaar kare
Tum kaho use thahrne ko 1 pal
Aur wo saari jindgi tumhara intezaar kare

HeartI Like SMS - Like: 80 - SMS Length: 144 - Facebook
1 week ago

Jaati Nai Aankhon Se Surat Teri..
Na Jaati Hai Dil Se Mohabbat Teri
Tere Jaane Ke Baad Hota Hai Mehsoos Yu
Humein Aur Bhi Jyada Hai Zaroorat Teri

HeartI Like SMS - Like: 42 - SMS Length: 148 - Facebook
1 week ago

Yaad sachi ho to waqt ruk jata hai
Asman lakh uncha ho magar jhuk jata hai
risto me lakh bane rukavat par agar
pyar sacha ho to
Dushaman bhi jhuk jata hai.

HeartI Like SMS - Like: 28 - SMS Length: 160 - Facebook
SBM Posted In Shayari SMS
1 week ago

Pyaar ke liye Deewaane chale aate hai
shaam ke liye parwane chale aate hai
yaad nhi aati to Aana ek din mout par meri
us din to begane bhi chale ate hai....

HeartI Like SMS - Like: 16 - SMS Length: 160 - Facebook
1 week ago

Us yaadgar lamhe ko judai mebadla tha,
Wahi se humara dil dhadkatha,
Pata nahi kya rishta haihumara usse,
Jo bina mile dil itna tadpa tha.!

HeartI Like SMS - Like: 23 - SMS Length: 142 - Facebook
1 week ago

Choti-2 baton pe takrar nakiya karo.
Hamari har mazak ko DIL Pemat liya karo.
Kya pata sath hai aur kitnedin in palko
ko to pyar se Jhuka ya karo...

HeartI Like SMS - Like: 9 - SMS Length: 151 - Facebook
manas Posted In Shayari SMS
1 week ago

Todna Hota To Rishta Hum Na Banate.
Umeed Nahi Hoti To Sapne Hum Na Sajate.
Aitbar Kiya Hai Humne Aapki Wafao Pe.
Bhrosa Na Hota To Apne Dil Ka Hissa Na Banate.

HeartI Like SMS - Like: 44 - SMS Length: 163 - Facebook
1 2 3 4 5 Next
Page(1/181)
Jump to Page



Partners Site

Free Downloads

Free DJ-Remix